harjinder
Gustaakhi k liye banda jillat se pani pani hai ,
Kyon guroor karte ho ,khaak honi sabki jawani hai
maalik kahi bahar nahi , uski raah Ruhani hai,
dedaar kar to sahi,parmatma bada Nurani hai||1||
Koi khud nahi chal padta uski taraf,
ye to us maula ki maherbaani hai,
hum hai duniya ki khwahiso k peeche,
kya puri hongi kabhi….? , ye humari nadaani hai||2||
Maya ne kiya hai sabhi ko andha,
andhe hai hum… ,ye baat maut ne jataani hai ,
sikandar bhi khali hath gaya ye kah kar ,
Ye duniya to ek jhuti kahani hai||3||
chele na jana uski talaash mein ,janglo ya pahadon mein ,
hume pariwar ki jimewari bhi Nibhani hai,
karo ibaadat dil se har roj is ghar mein he ,
Yahi kahti sabhi santon ki baani hai||4||
Hum sab baithe hai kagaj ki kasti mein
jo ek na ek din ,doob he jaani hai
gustaakhi k liye banda jillat se pani pani hai ,
kyonki ye baat bahut kam ko samjh aani hai||5||