Radha Soami Satsang Beas
Posts  1 - 2  of  2
NANDINI06
Kya satguru namdaan ka baad apna sewak ki help karta hai simran karna ka liya.
Save
Cancel
Reply
replied to:  NANDINI06
Hiten
Replied to:  Kya satguru namdaan ka baad apna sewak ki help karta hai...
Daya 3 tarah ki hai.1-Maalik ki daya jisne insaan banake Guru se milap karaya.2-Guru ki daya jisne raasta dikha diya.3-Jeev ki apne khud k upar daya ki ye roj niyam se bhajan sumiran ki koshish kare.Kamjoriyan khud hamari hoti hain.Babaji ne Beas me 01.4.2012 ko farmaya,jab hum ticket lekar train me baithte hain to driver manjil pe pahuncha deta hai.Naam milna ticket lena hai,bhajan ki koshish train me baithna hai. Baki USKI jummedari h.kindly focus on bhajan.Uljhen nahi. Abhyaas se saare doubt mit jayenge.
Save
Cancel
Reply
 
x
OK