Parvesh
Baba ji me ek student hu college ka apki kripya se.
Baba ji mera yha man ni lagta mera padna ko bhi man ni krta na jane me hamesa apne ap ko ku akela sa mehsus karta hu yha par. Kabhi kabhi sochta hu ki sab kuch chorkar bhag jau yha se par mere me itni himmat ni .kripya karke baba ji muje bataye me kya karu .me apka bahut bahut aabhari rahunga..
Dhanyebad.